26, ఆగస్టు 2009, బుధవారం

कभी राम बनके आना

साकी
कभी राम बनके आना, कभी श्याम बनके आना
चले आना प्रभुजी चले आना ॥
चरण : १
तुम राम रूप में आना , प्रभु राम रूप में आना ,
सीता साथ लेके आना, धनुष हाथ लेके आना
चले आना, प्रभुजी चले आना ॥ -- कभी राम --
चरण: २
तुम शिव के रूप में आना, प्रभु शिव रूप में आना,
गौरी साथ लेके आना, धम्रू हाथ लेके आना
चले आना, प्रभुजी चले आना ॥ -- कभी राम --
चरण: ३
तुम श्याम रूप में आना, प्रभु श्याम रूप में आना,
राधा साथ लेके आना, बंसी हाथ लेके आना
चले आना, प्रभुजी चले आना ॥ -- कभी राम --
चरण : ४
तुम विष्णु रूप में आना, प्रभु विष्णु रूप में आना ,
लक्ष्मी साथ लेके आना, चक्र हाथ लेके आना
चले आना, प्रभुजी चले आना ॥ -- कभी राम --
चरण : ५
तुम साईं रूप में आना, प्रभु साईं रूप में आना,
श्रद्धा साथ लेके आना, सबुरी हाथ लेके आना
चले आना, प्रभुजी चले आना ॥ -- कभी राम --
IN ENGLIGH:
Saaki
Kabhi raam banke aana, kabhi shyam banke aana
Chale aana prabhuji chale aana ..

Charan: 1
Tum raam roop mein aana, prabhu raam roop mein aana,
Seethe saath leke aana, dhanush haath leke aana
Chale aana, prabhuji chale aana .... -- Kabhi raam --
Charan: 2
Tum Shiv ke roop mein aana, prabhu shiv roop mein aana,
Gowri saath leke aana, Dhamru haath leke aana
Chale aana, prabhuji chale aana.. -- Kabhi raam --
Charan: 3
Tum Shyam roop mein aana, prabhu Shyam roop mein aana,
Radha saath leke aana, Bansi haath leke aana
Chale aana, prabhuji chale aana.. -- Kabhi raam --
Charan: 4
Tum Vishnu roop mein aana, prabhu Visnu roop mein aana,
Laxmi saath leke aana, Chakr haath leke aana
Chale aana, prabhuji chale aana.. -- Kabhi raam --
Charan: 5
Tum Sai roop mein aana, prabhu Sai roop mein aana,
Shradha saath leke aana, Saburi haath leke aana
Chale aana, prabhuji chale aana.. -- Kabhi raam --

కామెంట్‌లు లేవు:

కామెంట్‌ను పోస్ట్ చేయండి

LinkWithin

Related Posts with Thumbnails